Original Key: A Minor
Time Signature: 6/8
Tempo: 160
Suggested Strumming: F,F,F,F,F,F
[INTRO]
.
Cm F Meri befikri ki fikar tu
Cm F Meri saanson ka hai zikar tu
Cm F Hum humqadam se hamraah hue
Cm F G F Cm
Cb hamraah se hamnava hue
[INSTRUMENTAL]
G F Cm .
[CHORUS]
Cm F Raahon pe teri main jaaun bikhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
Cm F Main na ye sochun hai jaana kidhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
[VERSE ONE]
Cm G Tere hawaale hona hai maine
C F Ye aashiqana ishaara hua
Cm C F Chupke se teri tamanna jagi
Cm C F Chupke se ye dil aawaara hua
Cm C Berang hai wo jeena yahan pe kisi ka
G F F Agar na sahaara hua
[CHORUS]
Cm F Raahon pe teri main jaaun bikhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
Cm F Main na ye sochun hai jaana kidhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
[INSTRUMENTAL]
Cm F G F x2 .
[VERSE]
Ik darr dil mein, dil mushkil mein
Maanu ya na maanu main teri baatein
Ik pal ye bhi lagta hai mujhko
Ye baatein chahat ki saugaatein
[CHORUS]
Dheerе dheere tu mere lafzon mеin aaya hai
Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai
Dheere dheere tu mere lafzon mein aaya hai
Tujhko hi to chupke se man mein laaya hai
[CHORUS]
Raahon pe teri main jaaun bikhar
Agar saath mere tu hai humsafar
[BRIDGE]
Cm F Vaade ho, sheeshe ho, dhaage ho, saansein ho
G F Tute bina wo yu kab tak reh lenge?
Cm F Feeke ujaalon ke, khwaabon khayaalon ke
G F Jhoothe khilono se kab tak behlenge?
Cm F Kaise zakhmon ko bata
G F Marham ka milta achaanak pata
Cm F Ye maan le, chahat duniya mein sabse
G F Behtar marham hai, yaara
[CHORUS]
Cm F Raahon pe teri main jaaun bikhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
Cm F Main na ye sochun hai jaana kidhar
G F Agar saath mere tu hai humsafar
[OUTRO]
Cm F G F Cm F Baaki abhi hai safar, humsafar
G F G F G F Zara der tu saath chal de agar, humsafar
Video
Add a video