SAIYAARA - Barbaad

Original Key: Gm Minor
Time Signature: 4/4
Tempo: 94
Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU
 
[INTRO]
 
G#m .
 
[VERSE]
G#m B Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Cm F Kamzor Ho jaata hoon main
G#m B Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Cm F Aawara ban jaata hoon main
 
G#m B Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Cm F Kamzor Ho jaata hoon main
G#m B Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Cm F Aawara ban jaata hoon main
 
G#m B Tujhe chhu lu to kuch mujhe Ho jaayega
Cm F Jo main chahta na Ho mujhko
G#m B Tujhe mil ke ye dil mera beh jaayega
Cm F Isi baat ka dar hai mujhko
 
 
[CHORUS]
G#m B Ke Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Cm F Kar dega barbaad ishq mujhe
G#m B Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Cm F Behad beshumaar tumse, tumse
 
 
[INSTRUMENTAL]
 
G#m B Cm F x2 .
 
[VERSE]
 
Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai
 
Tеri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai?
 
Kyun yеh mit ti nahin hai, kaisi yeh pyaas hai?
 
Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai
 
 
 
Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere
 
Sab kuch keh doon kya tujhko?
 
Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere
 
Isi baat ka darr hai mujhko
 
 
 
[CHORUS]
G#m B Ke Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Cm F Kar dega barbaad ishq mujhe
G#m B Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Cm F Behad beshumaar tumse, tumse
 
[BRIDGE]
B F Cm B In gamon ko khatam kar rahe Ho tum (haan, haan)
B F In gamon ko khatam kar rahe Ho tum
B B Zakhmon ka marham ban rahe Ho tum
F B Mehsoos mujhe aisa kyun Ho raha
Cm B B Ke meri duniya ban rahe Ho tum, ban rahe Ho tum
 
G#m B
Tere bin kya ye dil Bb dhadak paayega
Cm F Puchhta hoon main ye khud ko
G#m B Tere aane se dard chala jaayega
Cm F Isi baat ka dare hai mujhko
 
 
G#m B Ke Ho na jaaye pyaar
Cm F Ke Ho na jaaye pyaar
G#m B Ke Ho na jaaye pyaar tumse mujhe
Cm F Kar dega barbaad ishq mujhe
G#m B Ho na jaaye pyaar tumse mujhe (ho)
Cm F G#m Behad beshumaar tumse, tumse
 
 
 
Ishq mujhe, ishq mujhe
 
Barbaad mujhe, ishq mujhe
Suggest a correction
Video
 Add a video
0 comments