Standard Tuning
[Intro]
E D A E x 2
[Verse 1]
E DSab lagbhag theek hi hai
A ELagbhag par guzara theek nahin
E DHaq tou hai tera bhi yahan
A EBass mera hi naara theek nahin
E D
Khuwaabon se Ab aagay
A EPaar kerna ik darya bhi
E DHar rang bahaar banaata hai
A EBas hara hi rang khara nahin!
[Bridge]
C GHum pal pal ki eenton se
D AApnay liye aaj banaatay hein
C GBuniyaadein rakhtay jaatay hein
D EKal ka samaaj banaatay hein
[Chorus]
E DJo hua so hua
A EWoh phir kaheen Ho raha nahin?
E DIs dafa, iss dafa
A EIss dafa nahin!!
[Solo]
[Verse 2]
E DQol o feil se banta hai
A EInsaan bhi aur duniya bhi
E DMein jo hoon, kitna theek hoon?
A EMein hi tou kia bura nahin?
E DYe ujaala dikhta hai saaye jaisa
A EIss subhah ka taara theek nahin
E DKab tak kamzor ko peeso ge?
A EBas taaqatwar ka hi khudaa nahin
[Bridge]
C GHum pal pal ki eenton se
D AApnay liye aaj banaatay hein
C GBuniyaadein rakhtay jaatay hein
D EKal ka samaaj banaatay hein
[Chorus]
E DJo hua so hua
A EWoh phir kaheen Ho raha nahin?
E DIs dafa, iss dafa
A EIss dafa nahin!!
Відео
Додати відео