Original Key: C Major
Time Signature: 6/8
Tempo: 168
Suggested Strumming: D,D,D,D,D,D
[INTRO]
C Am Dm G .
[CHORUS]
C Hum, jaana, tu aata nahin
Am Sapno se jaata nahin
Dm Mil jaaye, kya hi baat thi
G Qaamil Ho jaata wahi
[VERSE ONE]
C Jaana, mere sawaalon ka manzar tu
Am Haan, main sookha sa, saara samandar tu
Dm Haan, gulaabi si surkhi jo dikhti thi
G Phir se dikh jaaye to jee bhar ke saans bhar loon
C Kaati kitni thi raatein, nahin soya main
Am Tujhe kitna bulaya, phir roya main
Dm Teri saari wo baatein kyon sone nahin deti
G Sataaye mujhe, haan, phir khoya main
[CHORUS]
C Tu aata nahin
Am Sapno se jaata nahin
Dm Mil jaaye, kya hi baat thi
G Qaamil Ho jaata wahi
C Jo bhi Ho raaz tera
Am Mujhko bataata nahin
Dm Mil jaaye, kya hi baat thi
G Qaamil Ho jaata wahi
[INSTRUMENTAL]
C Am Dm G .
[VERSE TWO]
C Sambhaal ke rakha wo phool mera tu
Am Meri shaayari mein zaroor raha tu
Dm Jo aankhon mein pyaari si duniya basayi
G Wo duniya bhi tha tu, wo lamha bhi tha tu
C Haan, lagte hain mujhko ye kisse sataane
Am Deta na dil mera tujhko bhulaane
Dm Adhoore se waade, adhoori si raatein
G
Ab hisse mein daakhil mere bas wo yaadein
[PRE CHORUS]
C Rehna tha ban ke humdum tera
Am Aise jaana hi tha, phir tu kyon thehra?
Dm
Ab na maane mera dil ke na tere qaabil
G Thi ik aarzoo ki main kehta raha, par
[CHORUS]
C Tu aata nahin
Am Sapno se jaata nahin
Dm Mil jaaye, kya hi baat thi
G Qaamil Ho jaata wahi
C Jo bhi Ho raaz tera
Am Mujhko bataata nahin
Dm Mil jaaye, kya hi baat thi
G Qaamil Ho jaata wahi
Still looking for the right chords?
Check out another available version of this song.
Check out another available version of this song.
Video
Add a video